Meri yad ayegi tumhe jb door chli
jaungi
Door bhi itna ki kabhi lout ke na
aaungi ..!!
Ab tak tumhare dil mein rehti
thi,
Fir tumhari yaadon me bas
jaungi.!!
Yaad ayegi baate aur mulakate
magar
kabhi tum se mil na paungi …!!
Tadpoge tum b mere bare me
soch kar
Magar tab mein nazar na
aaungi ..!!
Tumhe jaan se jyada chahti hu
Par shayad sabit na kar
paungi.!!
Log kahte hai pyaar amar hota
hain,
Fir to mein khud ko hi amar kar
jaungi ..!!
Mere pyaar ko sahara dena tab
jab
Aakhri dum par tumhey
bulaungi ..!!
Meri yad aaye to rat ko
bahar aakar
dekhna Main ek chamkta hua tara
ban aaungi
Aansu mat bahana mujhe yaad
karke
Warna main naraz ho jaungi ..!!💋💋💋
jaungi
Door bhi itna ki kabhi lout ke na
aaungi ..!!
Ab tak tumhare dil mein rehti
thi,
Fir tumhari yaadon me bas
jaungi.!!
Yaad ayegi baate aur mulakate
magar
kabhi tum se mil na paungi …!!
Tadpoge tum b mere bare me
soch kar
Magar tab mein nazar na
aaungi ..!!
Tumhe jaan se jyada chahti hu
Par shayad sabit na kar
paungi.!!
Log kahte hai pyaar amar hota
hain,
Fir to mein khud ko hi amar kar
jaungi ..!!
Mere pyaar ko sahara dena tab
jab
Aakhri dum par tumhey
bulaungi ..!!
Meri yad aaye to rat ko
bahar aakar
dekhna Main ek chamkta hua tara
ban aaungi
Aansu mat bahana mujhe yaad
karke
Warna main naraz ho jaungi ..!!💋💋💋
No comments:
Post a Comment
Aapko ye post acchi lage to plz comment karein